Wednesday 12 October 2011

Abhi Kuh dino se-dil to baccha hai ji

      E----0---0-0--0-------------|
      B-----0---0----0--4h2/0-00-|
      G----------------------------|
      D----------------------------|
      A-------2----0---2----------|
      e--0-------------------------|

(The same rhythm continues throughout the song) as E*
(E*)Abhi kuch dino se, lag raha hai
Badle badle se hum hai
Hum baithe baithe, din mein sapne
Dekhte neendh kum hai
Abhi kuch dino se, lag raha hai
Badle badle se hum hai
Hum baithe baithe, din mein sapn e
Dekhte neendh kum hai

(E*)Abhi kuch dino se suna hai dil ka prob hi kuch naya hai
Koi raaz kambhakt hai chhupaye, khuda hi jaane ki kya hai
(C#m)Hai dilpe shakk mera, (B/E)isse pyaar ho gaya
(E*)Abhi kuch dino se main sochta hoon ki dil ki thodi si sunn loon
Yahan rehne aayegi dil saja loon, main khwaab thode se bunn loon
(C#m)Hai dilpe shaq mera, (B/E)isse pyaar ho gaya
(E*)La la la ..
Oo hoo ..

(E)Tu bekhabar, ya sab khabar
Ik (B)din zara mere masoom dil pe gaur(A) kar
(E)Pardon mein main, rakh loon tujhe
Ke dil (B)tera aa na jaaye kahin(A) yeh gair par
(E)Hum bhole hai, sharmeele hai
Hum hai (B)zara seedhay masoom itni(A) khair kar
(E)Jis din kabhi, zidd pe adde
Hum (B)aayenge aag ka tera dariya (A)tair kar
(E*)Abhi kuch dino se lagey mera dil
Duth ho jaise nashe mein
(E*)Kyun ladkhadaaye yeh behke gaaye
Hai tere har raaste mein
(C#m)Hai dilpe shaq mera, (B/E)isse pyaar ho gaya

(E)Unke shehar, chal raat bhar
Tu aur(B) main toh musafir bhatakte(A) hum phire
(E)Chal raaste, jahan le chale
Sapno(B) ke phir teri aahon mein thak (A)ke hum gire
(E)Koi pyaar ki, tarkeeb ho
Nuske(B) koi jo sikhaaye toh hum (A)bhi seekh le
(E)Yeh pyaar hai, rehta kahan
Koi (B)humse kahe uss se jaa (A)ke pooch le
(E*)Main sambhaal paun, fisal na jaun
Nayi nayi dosti hai
(E*)Zara dekh bhaal sambhal ke chalna, keh rahi zindagi hai
(C#m)Hai dilpe shaq mera, (B/E)isse pyaar ho gaya

(E*)Abhi kuch dino se suna hai dil ka prob hi kuch naya hai
Koi raaz kambhakt hai chhupaye, khuda hi jaane ki kya hai
Hai dilpe shakk mera, isse pyaar ho gaya
La la la ..
Oo hoo ..

No comments:

Post a Comment